Sukanya Samriddhi Yojana In Hindi सुकन्या समृद्धि योजना - Educational Portal
Select Menu

SUKANYASAMRIDDHI YOJNA सुकन्या समृद्धि योजना

Bittiya warsh 2015-16 me sukanya samriddhi yojna sukanya samriddhi account 9.2 pratisat warsic byaj ki gosna ke sath Bharat ki sabse jayada labh pradan karne wali bachat yojna ban gayi .Is yojna me Niwesh rashi ke sath hi sath byaj aur pripakw per milne wali rashi per bhi Tax chut milti hai.

KHATA PARICYA

Yah khata Balika ke name se uske abhiwawk or guargian dwaara khola jata hai . Jo Balika ki 10 warh umar tak hi khola ja sakta hai. Yah khata pure desh me kahi bhi khola ja sakta hai.
Ek Balika ke name se pure bharat me kewal ek hi khata khola ja sakta hai .
Mata –pita kewai do Balikao ke liye hi yah khata khola ja sakta hai.
Junwa Bacche ke sambandh me praman prstut karne per thisra khata khola ja sakta hai.
Yah khata one thousand [1000] rupees nyuntam rashi se kholaa jayega. Aur pratyek bittiye warsh me isme nuyntam one thousand adhiktam one lack fifty thousand rupaye jama ker sakte hai .

PARIPAKWA RASHI


Yadi kisi Balika ke nam se pratimah uske khate me 1000 rupaye jama kiye jate hai .To 14 warh me uske khate me kul 168000.00 rupye jama honge Aur 9.1pratisat byaj ki dar se yadi dekha jaye to use paripkwa rashi kul 642091.00 rupaye ki rashi prapt hogi .

RAKAM NIKASHI

Khate me rakam jama karne ki adhiktam seema 14 warsh hai .kintu khate se anshik rakam nikashi ki subhidha Balika ke 18 warsh pure hone per milega. Jo ki adhiktam 50 % hogi.

ARTH DAND

Yadi kisi khate me bittiye warsh me nyuntam rashi jama nhi ki ja sakti hai. To use per 50 rupaye prati warsh ki dar se surcharge lagaya jayega.

TAX CHOOT

Sukanya samriddhi yojna ke tahat khulne wale khate per. Ayaker kanun ki dayra 80 – ji ke tahat chut di jayegi jisme niwesh rashi ke sath byaj use paripakwata per milne wali rashi per bhi tax chut milegi .

APPLICATION FORM

SUKNYA SAMRIDDHI YOJNA Ka form online uplabdh hai .

HELPLINE NUMBER

Sarkar ne suknya samriddhi yojna ke liye alag se help line number jari kiya hai . Agar apka is sambandh me koi shujhaw hai to aap is number per nishulk bate ker sakte hai.
1800-2230 60.

People Also Search regarding SUKANYA SAMRIDDHI ACCOUNT YOJANA, सुकन्या समृद्धि खाता, sukanya samriddhi yojana calculation,  post office, sbi, form, pdf, interest rate 2016-17, chart


0 comments:

Post a Comment

 
Top